Zara Zara Lyrics in English – Stebin Ben

  

Zara Zara Lyrics in English - Stebin Ben
Zara Zara Lyrics in English – Stebin Ben 

Zara Zara Lyrics in English song is sung by Stebin Ben, and has music by Piyush Shankar while Abhendra Kumar Upadhyay has written the Zara Zara Lyrics. The music video of the Zara Zara song is directed by Charit Desai, and it features Stebin Ben and Amyra Dastur.

Zara Zara Lyrics in English Credit :

Song Title  Zara Zara Lyrics in English
Singer Stebin Ben
Lyrics Abhendra Kumar Upadhyay
Music  Piyush Shankar


Zara Zara Lyrics in English

Main din sa tere saath tha
Tere bina main raat hoon
Tere labon pe na ruka
Jo main wahi to baat hoon
Main zara zara sa mujhmein hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote saath mein
Main zara zara sa mujhmein hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote saath mein
Aankhon ki haalat meri barsaat si hai
Kuch din ki zindagi hai kuch raat ki hai
Aankhon ki haalat meri barsaat si hai
Kuch din ki zindagi hai kuch raat ki hai
Tukde mere bhi tumko chubhte rahenge
Dil kanch ka hai dhadkan bhi kanch ki hai
Main khafa khafa sa rehta hoon
Tu khafa khafa si rehti hai
Hum dono haste rehte saath mein
Main zara zara sa mujhmein hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote saath mein

Sharing Is Caring:

Leave a Comment